Dil ka dard subha sham muje kehta hai,
unse dil lagane ka pal yaad aata hai,
wo to hume bhulkar kahin aur khogaye,
dil mera hai jo unhe bhula nai raha hai.
Takdir k rang bhi kitne ajeeb hai,
jinhe hum chahte hai,
wo humme nahi chahte,
jinhe wo chahte hai,
wo unhe nahi chahte.
Dil k kone se ek aawaz aati hai,
humne har par unki yaad aati hai,
Dil puchta hai bar bar humse,
jinhe hum yaad karte hai,
kya unhe bhi hum yaad aate hai.
Pyaar to zindagi ka afsana hai,
iska apna hi ek tarana hai,
pata hai sabke milega sirf aansu,
par na jane kyun duniya mein har koi iska diwane hai.
Tute hue phul khusbu de jata hai,
bite hue pal yaadein de jate hai,
subka andaz hai apna apna ,
koi dosti me pyaar to koi pyaar me dosti de jata hai.
unse dil lagane ka pal yaad aata hai,
wo to hume bhulkar kahin aur khogaye,
dil mera hai jo unhe bhula nai raha hai.
Takdir k rang bhi kitne ajeeb hai,
jinhe hum chahte hai,
wo humme nahi chahte,
jinhe wo chahte hai,
wo unhe nahi chahte.
Dil k kone se ek aawaz aati hai,
humne har par unki yaad aati hai,
Dil puchta hai bar bar humse,
jinhe hum yaad karte hai,
kya unhe bhi hum yaad aate hai.
Pyaar to zindagi ka afsana hai,
iska apna hi ek tarana hai,
pata hai sabke milega sirf aansu,
par na jane kyun duniya mein har koi iska diwane hai.
Tute hue phul khusbu de jata hai,
bite hue pal yaadein de jate hai,
subka andaz hai apna apna ,
koi dosti me pyaar to koi pyaar me dosti de jata hai.